(0:00) Intro (0:05) Do aadmiyon ki namaz mein naye aadmi aur imam ke ahkam? (1:37) Intiqal shuda phuppo ki virasat ka masla? (4:00) Islam mein daakhil hone ka tareeqa? (5:04) Restaurant mein reh jaane wali cheezon ka hukam? (6:28) Behen ke jahaiz ke liye qarz lena kaisa hai? (8:44) T-shirt mein namaz parhna makrooh? (Ba hawala jawab) (14:25) Board exams ki wajah se Jumma chhoot jaye to? (14:45) Umrah mein qasr namaz ka hukam? (15:17) Kya aurat Eid ki namaz parh sakti hai? (15:46) Musalman larki ki Hindu larke se shadi jaiz hai? (16:04) Pasand ki larki ki shadi kahin aur ho jaye to? (16:47) Songs without music vs ghazlain? (19:00) Mazi ka zina hone wali biwi ko batana kaisa hai? (20:54) Hindu-Muslim fasad ka hal? (21:18) Pakistani panj surah parhna jaiz hai? (21:42) Na-mehram ke samne makeup karke aana? (22:40) Ramazan mein Allah ko apna banane wala amal? (23:12) Baiti ki love marriage mein maa rukawat, lekin baap raazi ho to kya karein? (24:25) Sahih Bukhari ki hadith ki tashreeh (Islam mein hakeem ke usool / aurat ka hakeem banna)? (31:21) Walid agar biwi ko talaq dene ka kahe to? (32:05) Namaz ke sajdon ya rakaat ka shak kaise door karein? (32:43) Jawan larki ka na-mehram Hindu ko Islam sikhana? (34:32) Hand practice se roza toot jata hai? (34:53) MBBS student ke liye shadi karna? (36:50) Palestine ki madad ka tareeqa? (38:02) Kya do aadmi taraweeh ki jamaat kara sakte hain? (38:13) Khushu o khuzu wali namaz ka tareeqa? (38:41) Baitiyon ki pocket money, baiton se kam ka masla? (40:13) Roze mein ghusl farz ho jaye to? (40:53) Taraweeh 4-4 rakaat kar ke parhna? (41:25) Namaz ke baare mein detailed clip ka mashwara? (41:50) Napak bartanon ke saath pak bartan dhul jaayein to? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.