(0:00) Intro (0:04) Shia maslak mein rishta karna kaisa hai? (2:34) Ghusal ke baad wuzu karna zaruri hai? (2:58) Zameen o aasman 6 din mein banaye gaye ka kya matlab hai? (8:17) Shadi shuda ke sath zina ka zyada gunah hai ya kanwari ke sath? (9:40) Shohar ka larai ke dauran biwi ke mutalba-e-talaq par “tum aazad ho” kehne se talaq ka hukam? (14:49) Rukhsati se pehle larke ka WhatsApp par do baar “talaq, talaq” kehne se talaq ka hukam? (16:33) Musalman mard, ghair Muslim aurat ko behen keh sakta hai? (16:47) Dauran-e-safar agar saaf public bathroom na mile to bahar kharay ho kar paishaab karne ka kya tareeqa hai? (18:25) Family planning as a subject — sawalat ke jawab likhna kaisa hai? (21:05) Nikah mein razaat ka masla kya hai? (21:45) Sunnat aur faraiz ke darmiyan nafl ya qaza namaz parh sakte hain? (21:56) 5–7 saal ka bacha sofa par paishaab kar de to kaise paak karein? (22:55) Maa ne bhanjay ko bhool kar doodh pila diya to kya wo bhai ban jayega? (23:43) Ehraam mein kaisi chappal pehni jaye? (24:23) Naat mein Nabi ﷺ ke liye “tu” ka lafz istemal karna kaisa hai? (24:52) Pregnant aurat ka kursi par baith kar namaz parhna kaisa hai? (25:15) America mein credit card se gaari khareedne ka kya fatwa hai? (26:41) Kya ITP Corporation mein paisa invest karna jaiz hai? (29:10) Beti ka aqeeqa kab karna chahiye? (29:52) Biwi ke naam kharida gaya ghar kiska hoga? (30:52) Video editors agar Hollywood celebrities ke clips use karein to earning ka hukam? (31:28) TikTok par Indian films ke larai wale clips ki earning ka hukam? (32:36) Subha o shaam kaunse azkar padhein? (33:56) Shohar ki ijaazat ke baghair kisi buzurg se bait hona kaisa hai? (35:35) Kya na-baalegh bachon ke saf mein kharay hone se saf mukammal hoti hai? (35:47) Na-paaki ki halat mein Qur’an pakad liya to kya kaffara dena hoga? (36:00) Bap ki zameen agar aariyat mein use ho rahi ho to virasat ka hukam? (39:42) Shohar ki aamdani kam ho to khatoon ka gynaecologist job karna kaisa hai? (40:24) Vitr mein dua-e-qunoot yaad na ho to kya padhein? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.