(0:00) Intro (0:07) Zair-e-naaf baal kahan se kahan tak katne chahiyein? (0:59) Mobile mein Qur’an app download karke wuzu se parhna ya baghair wuzu ke? (1:12) Juma ke din Surah Kahaf parhna hadees se sabit hai? (1:52) Nabi ﷺ ko kis ne zeher diya tha? (2:53) Chaar baitiyon ke baad gender selection se beta hasil karna? (9:06) Maa har subha baap ko taaney deti ho to unko kaise samjhaayein? (10:04) Burhapay mein shadi karne walon ko logon ke taano ka khauf? (11:56) Kya haram cheez khane se 40 din tak namaz qubool nahi hoti? (12:19) Walid ko nasha karne se kaise rokein? (13:04) Walidain job wali larki se shadi karwana chahein to kya karein? (14:12) Masjid mein samne wale namazi ki shirt ki back par tasveer ho to? (14:45) Napaki ki halat mein imamat karwana? (19:02) Shab-e-Meraj ka roza jaiz hai? (19:48) Baligh hone ki umar yaad na ho to qaza-e-umri ka hisaab kis umar se lagayein? (20:40) Ovary mein tablet rakhne se ghusl farz ho jata hai? (20:51) Company mein namaz ke liye azaan dena zaruri hai? (21:24) Burhapay mein shohar ke saath salook kaisa ho? (23:53) Bohat zyada jazbati shohar ya biwi ka hal? (25:59) “Mustafa Jaan-e-Rehmat pe lakhoon salaam” keh kar darood bhejna? (26:40) Farz ghusl mein farayez bhool gaye to? (27:11) Gas ke mareez ke liye ma’zoori ka hukam? (30:10) Sooraj girhan mein hamla aurat ke liye superstitions aur pabandiyan? (30:37) Aik hi din barat aur waleema karna kaisa hai? (31:55) Billi ko khanay ke liye mara hua chooha dena kaisa hai? (33:05) Organizations ki raqam ke sood ka hukam? (35:05) Mochi ke liye bhoolay hue chappalon ka hukam? (35:56) Shohar ko apni taraf mael karne ke liye taweez istemal karna kaisa hai? (37:51) Azaan se pehle sunnat ada kar lena? (38:02) La ilmi mein talaq dene se nikah ka hukam? (39:19) Qatar mein imam ki selection ka masla? (42:12) Dajjal ka zahoor tareekhi kitabon se sabit? (43:27) Job mein sharab ki delivery karna kaisa hai? (44:11) Wuzu ke baad gaali dene se wuzu toot jata hai? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.