(0:00) Intro (0:06) Murghiyon ko keeray khilana? (7:17) Mangaiter larki badkaar ho to rishta tor dena? (16:37) Ghair mehram par nazar parhne ki dua? (17:50) Halat-e-hamal mein mayyat walay ghar nahi jana chahiye? (18:08) Hamal mein ultrasound se bachay ke ma’azoor hone ka maloom ho to, zaya karne ka hukam? (23:35) Nafli roza bina sehri ke rakhna? Agar aankh na khulay to? (24:08) Agar koi behen/bhai maa baap ke saath bohot badtameezi kare to kya karein? (25:32) Universities mein larkiyon ki ghair shar’ai dressing aur teachers ko jawab dena ke hamara zaati maamla hai, walidain ko aitraaz nahi to aapko kyun? (30:28) Beauty parlor mein dulhan apna makeup male makeup artist se karwa sakti hai? (35:36) Namaz kis umar mein farz hoti hai? (37:03) Khawateen ke baal nazar aane se kya farishtay door chale jaate hain? Aur kya Ayat-ul-Kursi se pehle Bismillah parhni chahiye? (38:13) Ghar masjid se door, barish ki wajah se raste mein keechad ho to ghar mein namaz parh sakte hain? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.