(0:00) Intro (0:04) Qoma aur jalsa mein kitni kam dair thehernay par sajda-e-sehv wajib hota hai? (0:45) Kisi shakhs ka tasawwur kar ke Qur’ani suraton ka dam karna? (1:35) Paishab ke baad qatray aane ki bemari ho to wuzu ka hukam? (2:07) Shadi na karne ki qasam torhna? (2:35) Mahana tankha par zakat ka hukam? (3:32) Shohar doosre sheher mein ho to biwi driving seekh sakti hai? (4:12) Varzish karnay walay kamray mein Qur’an rakha ho to varzish ka hukam? (5:26) Ludo aur shatranj aik jaisay khail hain? (6:59) Kya Qur’an o Sunnat mein bait ka saboot hai? (11:31) Aazmin-e-Umrah ke liye mataf mein tawaf karna? (14:01) Qur’an mukammal karne par 14 sajday ek sath karna? (14:19) Madrasa ke masraf ki raqam kisi ghareeb ko dena? (14:50) Isha ki 2 sunnat mein tahajjud ki niyyat karna? (15:03) Madina Munawwarah mein ghair Muslim ka dakhla kaisa hai? (16:35) Aurat ka doosri shadi karte waqt apne aap ko kanwara kehna? (18:01) Namaz ke arkaan mein kitni taakhir par sajda-e-sehv wajib hota hai? (20:38) Kya haamla aurat dam wala pani ya zamzam pee sakti hai? (21:00) Meher mard ki kamai ke hisaab se muqarrar kiya jata hai? (23:12) Wash basin par wuzu karne ka hukam? (25:34) Raza’at ka masla aur nikah? (26:50) Khutba-e-nikah mein qazi ke alfaz theek na hon to nikah ki hasiyat? (27:10) Uloom-e-najoom aur falakiyat seekhna kaisa hai? (27:46) Haya ke khilaaf masla? (28:25) Sharai ma’azoor ke liye ruku aur sajda ka ishara kaise karein? (29:37) Masjid ke paison mein sikkon ki jagah note tabdeel karna kaisa hai? (30:04) Sotela susar, sotelay betay ki biwi ke liye na-mehram hai? (30:26) Bijli ke bill aur WAPDA ke mazalim par kya karein? (31:27) Gunah-e-kabeera tauba se maaf ho jata hai? (33:03) Ghar mein bacha hua khana phenk dein ya sadqa karein? (33:31) Imam masjid ko neend ka masla? (39:12) Tajdeed-e-nikah ki kya sharaait hain? (40:11) Maiday ya seenay ki jalan ko chizon se mansub karna? (41:05) Jehri namaz ko akelay mein khamoshi se parhna? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.