(0:00) Intro (0:05) Talaq ke bawajood maa baap ek saath hoon — bachay ka rawayya kya ho? (1:53) Leucorrhoea wali shar‘i ma’zoor larki ka nikah ke din wuzu ka masla? (3:14) Kya aurat ussi mard ki pasli se paida hoti hai jisse uska nikah hota hai? (4:35) Haram Makkah ka Qur’an ghar le jana — jaiz hai? (5:03) Namaz ke dauran shawl khisak jaaye, baal nazar aayen — kya namaz ho gayi? (5:22) Baiti apni maa ko najaiz taalluqat se kaise rokein? (6:30) Bank mein cashier ki job — halal hai? (6:48) Tijarat mein kitna munafa lena jaiz hai? (9:14) Love marriage, larki ka maslak mukhtalif — rishta karein ya nahi? (10:56) Dr. Israr clip — kya Israel Greater Israel banayega? (13:48) Zakat dene ka sahi tareeqa kya hai? (14:54) GTM app se paisay kamaana — halal ya haram? (16:03) Love marriage, larki wale sood ka karobar karte hoon — kya hukam hai? (18:44) Freelance graphic design mein tasveer edit karna — haram hai? (20:02) Wafat ke baad home country mein dafnanay ki wasiyat? (21:01) Fajr sooraj ke baad padhi — ab kya karein? (21:39) Qareebi rishtedaar darya mein doob jaaye — sabr kaise karein? (23:48) Paidaishi ma’zoor shakhs ka nikah — kaise ho? (28:58) Jummah ki 2 sunnat moakkidah hain ya nahi? (29:28) Gande khwab se ihtilam — gunaah hai? (30:02) Toilet se pehle wuzu wali bismillah — parhna chahiye? (31:10) Reports normal, biwi bemaar — jinnat/jadoo ka asar? (33:54) FFCT app jaiz hai ya haram? (35:00) Mobile par Qur’an parhna — jaiz hai? (35:16) Wattay sattay ki shadi — maa aur biwi ke masail ka hal? (38:51) Deen se doori mein liya gaya jahaiz — ab kya hukam hai? (39:15) Namaz/tasbeeh mein riya ka waswasa — kya karein? (39:34) Qur’an hifz karne ka best tareeqa kya hai? (40:11) Ghair qanooni tor par bahar jaane wale Pakistani — unki mazdoori haram? (40:49) Billi khareedna ya bechna — jaiz hai? (43:48) Ghar mein WiFi ho to bachon ki tarbiyat kaise karein? (45:21) Jis larki se zina hua — usse nikah? Walad uz zina aur uski walidiyat ka hukam? (46:33) Company ke free course ki terms todna — jaiz hai? (48:01) Juma ka khutba Urdu mein dena — namaz makrooh hoti hai? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.