(0:00) Intro (0:04) Mangni ke baad larki walon ki taraf se nikaah mein dair ho to? (1:30) Jhoot ya mazaaq mein ijab-o-qubool se nikaah ka hukam? (1:58) Hafiza maa, ghar ke kaamon ki wajah se Qur’an bhool jaye to? (3:06) Walid sahab ke ehkaam ki hadain kya hain? (5:05) KFC ka gosht haram hai? (6:43) Walida ke kamray mein sona? (7:07) Hazrat Ali (RA) ko “AS” kehna kaisa hai? (10:04) Maa ki shadeed bad-dua ka asar? (10:57) Love marriage mein maa ki rukawat ho to? (12:31) Bank ke qarz par diya gaya sood ada karna lazim hai? (13:13) Kheti-baari karte huay kapron par lagi mitti mein namaz ka hukam? (13:25) Hardware business mein wholesale/retail par zakaat ka hukam? (14:11) Zakaat ke paison ka hisaab kab se shuru hota hai? (14:33) Gold par zakaat kis tareeke se di jaye? (15:39) Hindu class fellow ki laayi hui mithai khana jaiz hai? (15:48) Aise jumlay par tajdeed-e-imaan zaruri hoti hai? (16:34) Aasmani kitaabon par imaan ka matlab kya hai? (17:32) McDonald’s mein haram/halal gosht ek hi oil mein fry ho to? (18:14) Doosri rakaat mein Surah Fatiha se pehle Bismillah parhna? (18:32) Riyadh mein haram chicken ka masla kya hai? (21:03) Namaz mein “Sami’Allahu liman hamidah” ke baad sahih alfaaz kya hain? (21:17) Doosri shadi ke liye pehli biwi se ijazat lena zaruri hai? (21:47) Qaza namazain parhne ka ye tareeqa theek hai? (22:11) Arab mein sunnaton ko jamaat ke sath parhna kaisa hai? (24:10) Esha ki zyada qaza namazon mein witr ka hukam? (27:02) Mangni ke baad is tareeqe se nikaah karna jaiz hai? (27:30) Virasat ka masla kya hai? (28:48) Qur’an parhne ka isaal-e-sawab kisko aur kitna milta hai? (29:30) Qur’an ka translation Arabic/Bengali mein — kya ye tilawat ke barabar hai? (30:30) Sajda-e-Tilawat ke hawale se hadith? Video recording mein sajda wajib hota hai? (31:26) Drop shipping ka sharai hukam kya hai? (33:26) Haiz se paak hone ke baad sehri aur ghusl ka masla? (34:14) Sotelay behan bhai ko zakaat dena jaiz hai? (34:34) Bemar biwi ko agar shohar roza chhorne ka kahe to? (35:49) Monetization ka aisa tareeqa halal hai ya haram? (36:56) Aise shakhs ko “Hafiz” kehna jo Qur’an bhool gaya ho? (37:23) Thakawat ya bemari ki wajah se sirf 8 taraweeh parhna jaiz hai? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.