(0:00) Intro (0:02) Qarzdar ke liye walid ka ghar bechne ka mashwara? (2:32) Apne aap ko walid ki maut ka qasoorwar thehrana? (4:37) Naujawan larki ke walid ki wafat ke baad depression aur khudkushi ki koshish ka hal? (8:41) Ma’azoor ke liye wuzu aur namaz ke ahkam? (14:44) Do namazon ko mila kar parhne wali hadis ki tashreeh? (21:30) Jootay pehen kar namaz parhna kaisa hai? (21:44) Walidain ki marzi ke baghair zabardasti nikah kar liya, to talaq dene ka shar’i tareeqa kya hai? (26:53) Farz namaz ki pehli rakaat mein Surah Fatiha bhool gaye to? (28:20) Bank ke security guard ko di gayi tip ka hukam? (28:49) USA mein American government ko tax dena kaisa hai? (31:44) Seedha letna kaisa hai? (32:28) Islamic bank ghar ke qareeb na ho to online business ke liye commercial bank mein account khulwaana kaisa hai? (33:02) Zakat ki raqam Palestine ki madad ke liye de sakte hain? (33:35) Fajr ki namaz ka ada aur qaza ka waqt kya hai? (35:41) Purane sikke mehngay karke bechna kaisa hai? (36:20) Isaal-e-sawab ke liye ijtemai Qur’an khaani mein shirkat karna kaisa hai? (37:35) Khatoon ki mayyat ko ghusal dete waqt khushbudar sabun ka istemal kaisa hai? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.