(0:00) Intro (0:04) Restaurant ki job mein namaz kaise parhein? (1:57) FreeFire game khelna jaiz hai? (2:37) Apni cricket shirt pe naam likhwane ka hukam? (2:55) Andheray mein ya aankhein band kar ke namaz parhna jaiz hai? (3:20) Shohar ne kaha “tum chhorr do” — kya talaq ho gayi? (4:35) Qur’an khawani mein jaana aur khana khana jaiz hai? (5:09) Juma ke din Surah Kahaf parhne ka behtareen waqt? (5:23) Kya budi aurat Nabi ﷺ par kooda phenkti thi — kya ye riwayat sahih hai? (6:27) Maa aur biwi ki ladai mein mard kya kare? (8:38) Shohar ka be-auladi ke taane dena aur talaq ki dhamki dena? (10:18) Kya Nabi ﷺ ne napaaki mein fajr ki namaz padhi thi? (11:04) Kya bistar pe khana khane se rizq kam hota hai? (11:46) Cash counter pe Qur’an tilawat chalana — be-hurmati? (13:25) Ghar ki virasat ka masla kya hai? (17:47) Kya ek waqt mein 4 se zyada biwiyan rakhna haram hai? (18:09) 18 saal se kam umar mein shadi ke liye jali documents banana? (23:51) Zakaat sotaili maa ya behnon ko dena jaiz hai? (24:23) UK cash-in-hand job ki earning halal hai? (25:05) Shohar ne kaha “chhorr diya” — kya talaq ho gayi? (27:52) Bachay se zabardasti Qur’an hifz karwana? (29:31) Nashay mein kai baar talaq dene ke baad bhi maa baap saath reh rahe ho to? (31:08) Allah ke naam ka locket pehnna jaiz hai? (31:15) Nalkay se wuzu mein 3 baar kaise paani bahayein? (32:04) Chhote bachay ko god mein le kar bheek mangna? (33:08) Indian qaumi tarana sunna jaiz hai? (33:30) Paidaish ke 15 din baad aurat paak ho jaye to shohar humbistari kar sakta hai? (34:52) MS Office letters type karne ki income halal hai? (35:57) Diwali ki mithai khana jaiz hai? (36:37) Wuzu mein nalkay ke neeche 3 baar paani bahana kaise karein? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.