(0:00) Intro (0:01) Dua ke baad haathon ka munh par phairna — zaroori hai? (0:59) Susral wale sirf chhoti bahu ko izzat dein — badi bahu kya karein? (2:11) Shohar se baat se routine par asar — kya karna chahiye? (3:35) Sayyad ki biwi zakat le sakti hai? (7:36) Israel-Palestine war — kya Dajjal aur sooraj maghrib se niklega? (8:13) Mobile pe Qur’an parhna — wuzu zaroori hai? (8:27) Bank account ka interest lena — halal hai? (9:07) Hijra aurat ka dopatta lena — jannat ka hukam kya hai? (12:20) Mannat puri na karne par kaffara? (14:16) Haq khane wale ke janazay par public ailan? (15:37) Sunnat tareeqa se nakhun kaatna kaise hai? (16:04) Wuzu mein sabun se dhona — jaiz hai? (16:18) Gulf salary wale ke maa baap shadi ke liye na manen to? (17:52) Qabar ki ziarat — jaiz hai? (20:04) Purane gunah bhool ke seedha raasta kaise apnaayein? (20:38) E-commerce ya blockchain se earning — halal hai? (21:33) Dawat-o-Tableegh se maa baap naraz — kya karein? (22:24) “Allah Miyan” kehna — jaiz hai? (22:35) Mufti sb “Khuda” kyun bolte hain? (25:00) Khutbay ki azaan ka jawab — wajib hai? (26:50) Khula ke sharai ahkaam kya hain? (28:10) Muqtadi ki rakaat chhoot jaye to Sanaa kab padhe? (28:28) Ground mein match ke dauran sajda ya namaz — jaiz hai? (32:32) Ba-jamaat namaz aqamat ke baghair — kya hukum hai? (32:50) Kya gunah taqdeer mein likha hota hai? (33:06) Bank ki savings par sood — jaiz ya haram? (33:30) Kamre mein tasveer latkana — jaiz hai? (35:00) Kharab khelne wale sportsman ki burai — gheebat hai? (35:20) Aurat apna nikah khud khatam kar sakti hai? (36:00) Maghrib ki jamaat nikal jaye — kab qaza padhein? (37:15) Sirf 1 gawah mein nikah — valid hai? (37:26) Tauba ke bawajood gunah qayamat ke din dikhenge? (37:54) Zair-e-naaf baalon ki hadd? (38:17) Dajjal ke fitne se bachne ki dua? (38:42) Najaiz haath se nalka kholna — kya nalka napak? (39:18) Mard ka chain ya locket pehnna — jaiz hai? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.