(0:00) Intro (0:06) Walid ke karobar ki virasat baiton mein kaise taqseem hogi? (1:42) Love marriage ka wazeefa? (3:18) Islam mein konsay rang ka lebas pehnna haram hai? (3:34) House driver ka zarurat ke tehat apni female owner ki taraf dekhna aur baat karna? (4:01) Sari stitching wali khatoon, agar pics wali sari siye to gunah hoga? (4:51) Akele namaz parhtay huay, agar koi salam phairne ka intezar kar raha ho to namaz short kar dein? (5:07) Blockchain technology ke projects banana? (8:37) Job karne wali beti se maa ka narawa salook? (21:31) Khawateen ke liye Taraweeh wajib? Ghar mein parhne ka tariqa? (23:02) Mukhtalif mazaahib ke logon ki ibadat gah mein namaz parhna? (23:50) Class mein teacher ke ehtaram mein kharay hona? (26:38) Nikah ke liye gharailu laraaiyon ko prefer karein ya doctor larki ko? (28:36) “Sallu Alal Habib” ka matlab kya hai? Jo Mufti sb bayan mein bolte hain (29:18) Aik fiqah ka manny wala doosre ke peechay namaz parh sakta hai? (33:48) Daraz par products sale karna kaisa hai? (34:48) Haiz mein talaq ka hukam? (37:46) Kisi se qarz maaf karwana kaisa hai, agar ada nahi kar sakte hon? (38:12) Fixed deposit se milne wala sood ghareeb bhai ko dena? (39:05) Qasr namaz kitni hoti hai? Aur ye kyun parhtay hain? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.