(0:00) Intro (0:06) Dost ke paisay, rabta khatam hone ke baad kaise wapas karein? (0:53) Bhai ki saali se court marriage karne ka mashwara? (3:36) Qur’an khawani karna kaisa hai? (6:10) Subha Fajr ke liye uthne ka tariqa? (6:33) Baghair juay ke taash khelna jaiz hai? (7:05) Mazaq mein apne aap ko kafir kehne se kya hota hai? (7:32) Kya parhai ke liye loan lena jaiz hai? (8:00) 35 saal Pakistani larki se Qatari larka kya khufia nikah kar sakta hai? (10:34) Metal ki anguthi mein namaz ka hukam? (11:06) Punjabi larka jo bahar mulk job karta hai, se love marriage ka hukam? (15:26) Kya khawateen par Taraweeh parhna lazmi hai? (18:40) Kya hamal bar bar zaya hona shaitani harkat hai? (19:19) Ayyam-e-Haiz mein zabani Qur’an parhna jaiz hai? (19:34) Exam ke dauran Zohar ki adaaigi kaise karein? (20:33) In 2 riwayaton ki haqeeqat kya hai? (22:28) Red spotted anda khana jaiz hai? (23:08) Kya Barelvi ke peechay namaz parh sakte hain? (25:07) Barelvi jo azaan se pehle aur baad mein kuch parhte hain, unke peechay namaz ho jaigi? (25:35) Na-pasand larki se nikah ko nibhane ka tariqa? (28:14) Ramzan mein nafl ibadat masjid mein afzal hai ya ghar mein? (29:00) Khawateen ke liye Tablighi Jamaat mein jaane ka hukam? (29:26) Bank mein rakhi raqam ke sood ka kya karein? (29:48) Baap ki zindagi mein virasat ka masla? (32:00) Kya khargosh halal hai? (32:45) Farz namaz ke baad nawafil kharay ho kar parhein ya baith kar? (33:15) Kya bina tauba ke qaza namaz ho jaigi? (34:09) Mobile par video lagi ho, usi kamray mein namaz ka hukam? (34:35) Sadqay ke paisay ya murghi, dulhan ke sar se varna? (35:17) Walidain ko hajj karwaye baghair biwi ko hajj karwana? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.